Na tha kuch to Khuda tha Na tha kuch to Khuda thaNa tha kuch to Khuda tha, Kuch na hota to Khuda hotaDuboya Mujhe hone ne, na Main hota to kya hotaHua jab gham se be his to Gham kya Sar katne kaNa hota gar juda Tan sy to Zanon per dhara hotaHui mudat kay Ghalib Mar gya per Yad ata haiWo her aik Baat pe kehna, kay Youn hota to kya h...
Showing posts with label Ghazal's. Show all posts
Showing posts with label Ghazal's. Show all posts
Sunday, July 23, 2023
Sunday, July 16, 2023
Tire milne ko bekar ho gaye hain | Nasir Kazmi
M Aorangzaib
July 16, 2023
0
Tire milne ko bekar ho gaye hainTire milne ko bekal ho gae hainMagar ye loga pagal ho gae hainBaharen le ke ae thi jahan tumWo ghar sunsan jangal ho gae hain Yahan tak badh gae alam e hastiKi dil ke hausle shal ho gae hainkahan tak taab lae na tavan dilKi sadme ab musalsal ho gae hainNigah e yas ko nend aa rahi hainMazha par ashk bojhal ho gae hainUnhen...
Thursday, May 19, 2022
Dil Dhadakne ka Sabab Yaad Aaya | Nasir Kazmi Poetry
Dil Dhadakne ka Sabab Yaad Aaya Dil Dhadakne ka Sabab Yaad Aayawoh tri yaad thi ab yaad aayaaaj mushkil tha sambhlna ae dostto museebat mein ajab yaad aayadin guzaraa tha barri mushkil sephir tera wada shab yaad aayatera bhola sun-hwa paiman wafamar rahen ge agar ab yaad aayaphir kayi log nazar se guzrayphir koi shehar Tarb yaad aayahaal dil hum bhi...
Saturday, May 14, 2022
Tujh bin kharab o khasta zubun | Meer Taqi Meer
Tujh bin kharab o khasta zubunTujh bin kharab o khasta zubun khwar ho gayeKya aarzu thi ham ko ki bimar ho gayeKhubi e bakht dekh ki khuban e bevafaBe hech mere darpai e azar ho gayeHam ne bhi sair ki thi chaman ki par ae nasimUthte hi ashiyan se giraftar ho gayeWo to gale laga howa sota tha khwab meinBakht apne so ga e ki jo bedar ho gayeApni yagangi...
Sunday, March 6, 2022
Kamal e zabt ko khud bhi to azmaon gi | Parveen Shakir
Kamal e zabt ko khud bhi to azmaon giKamal e zabt ko khud bhi to azmaon giMein apne haath se us ki dulhan sajaon giSapurd kar ke usay chandni k hathon mainMain apnay ghr k andheron ko lout aaon giBadan ke kharb ko woh bhi samjh na paye gaMain dil main roan gi ankhon main muskraon giWo kya gya ko rafaqt k saray lutf gayeMain kis se rooth sakun gi kisay...
Friday, February 25, 2022
Har rath tiri yad ko seene se nikala jaise | اوریا مقبول جان
Har rath tiri yad ہر رات تیری یاد کو سینے سے نکالا جیسے کسی مورت کو دفینے سے نکالااک خواہشِ ناکام کو اس کو چۂ دل سے بدلے تیرے تیور تو قرینے سے نکالاپاؤں تری دہلیز پے رکھنے کے سزاوار تونے جنہیں تکریم کے زینے سے نکالاسکہ نہیں چلتا تری سرکار میں ورنہکیا کیا نہ ہنر ہم نے خزینے سے نکالاہم ایسے برے کیا تھے کے نفرت...
Thursday, February 3, 2022
Jab gham meri dharkan meri bato | Wasi Shah
Jab gham meri dharkan meri batoJab gham meri dharkan meri bato se ayan tha tu kahan thaJab charo taraf dard k darya ka sama tha tu kahan thaAb aya hai jab dhal gaye hain sabhi mosam maray humdamJab tairy liya mara har ehsas jawa tha tu kahan thaAb sirf khamoshi hai muqaddar ka sitara maray yaarJab lab pay faqt tera bayan tha tu kahan thaAab aya hai jab...
Monday, January 31, 2022
Roz taaron ko numaish me | Rahat Indori
Roz taaron ko numaish meRoz taaron ko numaish me khalal parta haiChand pagal hai andheray me nikal parta haiAik dewana musafir hai meri aankhon meWaqt be waqt thehrta hai chal parta haiApnin tabeer ke chakar mera jagta khawabRoz suraj ki tarah ghar se nikal parta haiRoz pathar ki hamayat mein ghazal likhte haiRoz sheshon Se koi kaam parta haiUs ki yad...
Friday, January 21, 2022
Khud mein toh sanjeeda hun per | Syed Azeem Haider
M Aorangzaib
January 21, 2022
0
Khud mein toh sanjeeda hun perKhud mein toh sanjeeda hun perDuniya k liya mazaq hun mainHar koi mujhe par leta haiJab k gehra raaz hun meinMujhe toh main bhi bhool chukaKisi ko kasie yaad hun mainWise toh mast malang hun perPhir bhi boht udaas hun mainBoht fikar hai teri mujheBaaqi fikaron se azaad hun mainPoet : Syed Azeem Hai...
Monday, December 27, 2021
Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote | Ahamad Faraz
Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hoteAisa hai ke sab khawab musalsal nahi hoteJo aj to hotey hain magr kal nahi hotaAndr ki fizaon ke krshme bhi ajab hainMeen toot ke barsay bhi to baadal nahi hotayKuch mushkilain aisi hain ke aasan nahi hoten Kuch aisy maumay hain kabhi hal nahi hotaShayastagi gham ke sabab ankhon ke sehraaNmnak to ho jatay hain...
Friday, December 17, 2021
Ham musafir yunhi masruf e safar jage | Faiz Ahmad Faiz
Ham musafir yunhi masruf e safar jageHam musafir yunhi masruf e safar jageBenishan ho ga e jab shahr to ghr jaKis qadar hoga yahan mehr o vafa ka matamHam tiri yaad se jis roz utar jagaJaughari band kiye jaate hain bazar e sukhan Ham kise bechne almas o guhar jagaNemat e zist ka ye qarz chukega kaiseLaakh ghabra ke kahte raheen mar jagaShayad apna...
Wednesday, November 3, 2021
Ye naa thi hamari Qismat ke visaal e yaar hota | Mirza Ghalib
Ye naa thi hamari Qismat Ye naa thi hamari Qismat ke visaal e yaar hotaAgr aur jeetay rehtey yahi intezar hotaTere waadey par jiyee hum to ye jaan jhooth janaKe khushi se marr na jaatey agr aitabaar hotaTeri nazuki se jana ke baandha tha ahd-e-bodaKabhi tu na torr sakta, agar istavar hotaKoi mere dil se poochey terey teer-e-neemkash koYe khalish kahan...
Friday, October 15, 2021
Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte | Gulzar shayari Urdu
Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte
Hath chuten bhi to rishte nahi chora karteWaqt ki shakh se lamhe nahi toda karteJis ki avaz mein silvat ho nighon mein shikanAisi tasvir ke tukde nahi joda kartelag k sahil se jo bahta hai use bahne do Aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karteJagne par bhi ankh se girtin kirchenIs tarah khwabon se ankhen...
Tuesday, October 5, 2021
Tuesday, September 28, 2021
Wednesday, September 15, 2021
Friday, August 13, 2021
Bemar Paroun Toh Puchi Mat | John Elia Sad Poetry
بیمار پڑوں تو پوچھیو متدل خون کروں تو پوچھیو متمیں شدتِ غم سے حال اپناکہہ بھی نہ سکوں تو پوچھیو متڈر ہے مجھے جنون نہ ہو جائےہو جائے جنوں تو پوچھیو متمیں شدتِ غم سے عاجز آ کرہنسنے لگوں تو پوچھیو متآتے ہی تمھارے پاس اگر میںجانے بھی لگوں تو پوچھیو متجون ای...