Na tha kuch to Khuda tha | Mirza Ghalib

Na tha kuch to Khuda tha 

Na tha kuch to Khuda tha
Na tha kuch to Khuda tha

Na tha kuch to Khuda tha, Kuch na hota to Khuda hota
Duboya Mujhe hone ne, na  Main hota to kya hota

Hua jab gham se be his to Gham kya Sar katne ka
Na hota gar juda Tan sy to Zanon per dhara hota

Hui mudat kay Ghalib Mar gya per Yad ata hai
Wo her aik Baat pe kehna, kay Youn hota to kya hota

No comments:

Post a Comment