Best Urdu Poetry Collection: 2 Line poetry

find last collection of sad poetry, shayari & urdu ghazal. Read and share the images of urdu shayari or urdu poetry by famous poets.

Showing posts with label 2 Line poetry. Show all posts
Showing posts with label 2 Line poetry. Show all posts

Sunday, March 27, 2022

Poetry in Urdu 2 Lines

March 27, 2022 0
Poetry in Urdu 2 Lines

 Poetry in Urdu 2 Lines

Poetry in Urdu 2 Lines

Poetry in Urdu 2 Lines


Teri Surat jo itefaq hum
Bhool jaye kya tamasha ho

Sog manao sahib 
Abu hum tumhare nahi rahy

Hain na mujhe galat fehmiyan k
Jab bhi tujhe samjha apna samjha

Phir kahin bhi panah nahi milti
Mohabbat jub be panah ho jaay

Kya kare giy jeet kar zamane ko 
Ham mohabbat ma harne wale

Tu kisi aur mayassar hai
Ise barh kar saza kya hoga

Koi shikwa nahi tum se agr ho bhi to kia hasil
Wohe rasmi sa ek jumla meri majbborian samjo

Saturday, March 26, 2022

Parveen Shakir Best Poetry 2 Lines

March 26, 2022 0
Parveen Shakir Best Poetry 2 Lines

 Parveen Shakir Best Poetry 2 Lines

Parveen Shakir Best Poetry 2 Lines

Yu tu zar zamen bhi hain magr aurat ho

Bays e wajh fasadat zaroti tu nahi


Aks e khushboo ho bikharne se na roke koi

Aur  bikhar jaun to mujh ko na samete koi


Kuch to hawa bhi sard thi kuch tha tera khayal bhi

Dil ko khushi ke sath sath hota rah malal bhi


Apni ruswai tere naam ka charcha dekhu

Ik zara sher kahun aur main kya kya dekhu


Teri chahat ke begair jangalon main

Mera tan mor ban kar nachta hai


Kaise kah doon k mujh chor diya hain us ne

Bat to sachi hai magr bat hai ruswai ki


Kamal e zabt ko khud bhi to azmaugi

Main apne hathon se us ki dulhan sajaun gi

Parveen Shakir 

Tuesday, March 15, 2022

Parveen Shakir Best Shayari

March 15, 2022 0
Parveen Shakir Best Shayari

 Parveen Shakir Best Shayari

Parveen Shakir Best Shayari

Wo mujh ko chor ke jis Admi ke pass gaya
Barabari ka bhi hota to sabr aa jaata

Kamal e zabt ko khud bhi to azmaungi 
Main apne hathon se us ki gulhan sajaun gi

Kaise kah doon k mujhe chor diya hai us ne
Baat to sach hai magr baat hai ruswai ki

Chalne ka hosla nahi rukna muhal kar diya
Ishq ke is safar ne to mujh ko nidhal kar diya

Teri chahat ke begair janglon mein
Mera tan mor ban kar nachta hai

Monday, March 14, 2022

Poetry in Urdu 2 Lines | Urdu Shayari

March 14, 2022 0
Poetry in Urdu 2 Lines | Urdu Shayari

 Poetry in Urdu 2 Lines

Poetry in Urdu 2 Lines

Mana ke teri deed ke qabil ho mein
To mera shoq dekha mara intzaar dekh
Allam Iqbal

Ik raat woh gaya tha jahan baat rokh ke
Ab tak ruka sun hwa hon wahein raat rokh ke
Farhat Ehsas

Yeh nahi thi hamari qismat ke visale hota
Agr aur jeetay rehtay yahi intzaar hota
Mirza Ghalib

Sunday, February 27, 2022

2 Line Urdu Poetry | Sad Urdu Shayari

February 27, 2022 0
2 Line Urdu Poetry  | Sad Urdu Shayari

 2 Line Urdu Poetry 

2 Line Urdu Poetry

 2 Line Urdu Poetry 

Tu kisi aur ko mayasar hai
Isse barh kar sazaa kya hoga

Koi shikwa nahi tum se agr ho bhi to kia hasil
Wohe rasmi sa ek jumla meri majborian samjo

Puch lete wo bas mizaj mera
Kitna asan tha ilaj mera

Rabte had sa barh jain to gam milte hain
Hum is waste logon se kam milte hain


Tuesday, January 18, 2022

Reh na pao gay kabhi bhula kar dekh lo | 2 Line poetry

January 18, 2022 0
Reh na pao gay kabhi bhula kar dekh lo | 2 Line poetry

 Reh na pao gay kabhi bhula kar dekh lo

Reh na pao gay kabhi bhula kar dekh lo

Reh na pao gay kabhi bhula kar dekh lo
Yaqeen nahi ata azma kar dekh lo
Har jaga mehsos hogi hamari hi kami
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo


2 Line poetry

Tughy Yakeena Q nahi ata mari wafa par
Kis kis ko nahi chodra tujhy pany ki khatir


Chamak suraj ki nahi mere kirdar ki hai 
Khabar ye asmaan ki akhbar ki hai
Main chalon to mere sang kaarwan chale 
Baat garoor ki nahi aitwaar ki hai

Saturday, October 16, 2021

Ab hum bhi kuch izhar e tamana na krenga || Dagh Dehlvi

October 16, 2021 0
Ab hum bhi kuch izhar e tamana na krenga || Dagh Dehlvi