Best Urdu Poetry Collection: AllaMa IqBal

find last collection of sad poetry, shayari & urdu ghazal. Read and share the images of urdu shayari or urdu poetry by famous poets.

Showing posts with label AllaMa IqBal. Show all posts
Showing posts with label AllaMa IqBal. Show all posts

Tuesday, March 24, 2020

Mari nawa se huwa zinda arif o ami | Allam Iqbal

March 24, 2020 0
Mari nawa se huwa zinda arif o ami | Allam Iqbal

Mari nawa se huwa zinda arif o ami

Mari nawa se huwa zinda arif o ami
Diya hai main ne inhain zauq e atish ashami

Haram ke pas koi ajmi hai zamzama sanj
Ke tar tar huwa jama haye ahrami

Haqiat e abdi hai maqam e shabiri
Badalte rehte hain andaz e kufi o shami

Mujh ye dar hai muqamir hain pakhta
Na rang laya kahin tere hath ki khami

Ajab nahi k Musalman ko phir atta kar dain
Shikoh e sanjar o faqr e Junaid (R.A) o Bastami (R.A)

Qaba e ilm o hunar lutf e khaas hai warn
Tari nigah mein thi meri na khush andami

Thursday, October 17, 2019

Ki Muhammad se wafa allam iqbal urdu, iqbal poetry,urdu shayari

October 17, 2019 1
Ki Muhammad se wafa allam iqbal urdu, iqbal poetry,urdu shayari

Saturday, October 12, 2019

Iqbal Teri Qom ka Iqbal kho Gay,Mazi Sunehra Hai Magar Hal Kho Gaya,Allam Iqbal, Iqbal Urdu, Allam Iqbal Poetry,urdu poetry Iqbal,

October 12, 2019 0
Iqbal Teri Qom ka Iqbal kho Gay,Mazi Sunehra Hai Magar Hal Kho Gaya,Allam Iqbal, Iqbal Urdu, Allam Iqbal Poetry,urdu poetry  Iqbal,

Iqbal Teri Qom Kho Gaya
Mazi Toh Sunehra Hai Magar Hal kho Gaya,

Iqbal Teri Qom Kho Gaya
Mazi Toh Sunehra Hai Magar Hal kho Gaya,

Woh Roh-o-Dabdaba Woh Jalal Kho Gaya
Woh Husn Be-Misal Woh Jamal kho Gaya,

Doobay Hain Jawabon main Par Sawal kho Gaya,
Iqbal Teri Qaum ka Iqbal Kho Gaya,

Urhtay Jo Fizaon main Thay Shaheen na Rahay
Bazauq Na Rahay Zaheen Na Rahay,

Pakeeza Ghar na Rahay Ba Deen na Rahay
Woh Lala-o-Gulzaar Woh Meh Jabeen Na Rahay,

Momin ka Woh Andaaz-e-Bakamal Kho Gaya
Iqbal Teri Qom Ka Iqbal kho Gaya
Iqbal Poetry with Translation Click Here

Thursday, September 12, 2019

Khuda to milta hai...

September 12, 2019 0
Khuda to milta hai...