Best Urdu Poetry Collection: Ghazal's

find last collection of sad poetry, shayari & urdu ghazal. Read and share the images of urdu shayari or urdu poetry by famous poets.

Showing posts with label Ghazal's. Show all posts
Showing posts with label Ghazal's. Show all posts

Monday, January 31, 2022

Roz taaron ko numaish me | Rahat Indori

January 31, 2022 0
Roz taaron ko numaish me | Rahat Indori

 Roz taaron ko numaish me

Roz taaron ko numaish me



Roz taaron ko numaish me khalal parta hai
Chand pagal hai andheray me nikal parta hai

Aik dewana musafir hai meri aankhon me
Waqt be waqt thehrta hai chal parta hai

Apnin tabeer ke chakar mera jagta khawab
Roz suraj ki tarah ghar se nikal parta hai

Roz pathar ki hamayat mein ghazal likhte hai
Roz sheshon Se koi kaam parta hai

Us ki yad ayi hai saanson zara ahista chalo
Dharkno se bi ibadat me khalal parta hai

Rahat Indori Poetry

Friday, January 21, 2022

Khud mein toh sanjeeda hun per | Syed Azeem Haider

January 21, 2022 0
Khud mein toh sanjeeda hun per | Syed Azeem Haider

 Khud mein toh sanjeeda hun per

Khud mein toh sanjeeda hun per

Khud mein toh sanjeeda hun per
Duniya k liya mazaq hun main

Har koi mujhe par leta hai
Jab k gehra raaz hun mein

Mujhe toh main bhi bhool chuka
Kisi ko kasie yaad hun main

Wise toh mast malang hun per
Phir bhi boht udaas hun main

Boht fikar hai teri mujhe
Baaqi fikaron se azaad hun main

Poet : Syed Azeem Haider

Monday, December 27, 2021

Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote | Ahamad Faraz

December 27, 2021 0
Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote  | Ahamad Faraz

 Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote

Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote

Aisa hai ke sab khawab musalsal nahi hote
Jo aj to hotey hain magr kal nahi hota

Andr ki fizaon ke krshme bhi ajab hain
Meen toot ke barsay bhi to baadal nahi hotay

Kuch mushkilain aisi hain ke aasan nahi hoten 
Kuch aisy maumay hain kabhi hal nahi hota

Shayastagi gham ke sabab ankhon ke sehraa
Nmnak to ho jatay hain jal thal nahi hoty

Kaisay hi talatum hon magr qalzum jaan mein 
Kuch yaad jazeery hain ke ojhal nahi hote

Ashaaq ke manind kayi ahal hawas bhi 
Pagal to nazar atay hain pagal nahi hotey

Sab khuwaishe poori hon aisa nahi hai 
Jaisay kayi ashaar mukammal nahi

Poet : Ahamad Faraz

Friday, December 17, 2021

Ham musafir yunhi masruf e safar jage | Faiz Ahmad Faiz

December 17, 2021 0
Ham musafir yunhi masruf e safar jage |  Faiz Ahmad Faiz

 Ham musafir yunhi masruf e safar jage

Ham musafir yunhi masruf e safar jage


Ham musafir yunhi masruf e safar jage
Benishan ho ga e jab shahr to ghr ja

Kis qadar hoga yahan mehr o vafa ka matam
Ham tiri yaad se jis roz utar jaga

Jaughari band kiye jaate hain bazar e sukhan 
Ham kise bechne almas o guhar jaga

Nemat e zist ka ye qarz chukega kaise
Laakh ghabra ke kahte raheen mar jaga

Shayad apna bhi koi bait hudi khawab ban kar
Sath jaga mire yaar jidhar jage

Faiz ate  hain rah e ishq mein jo sakta maqam
Ana walon se kaho ham to guzar jaga

Faiz Ahmad Faiz

Wednesday, November 3, 2021

Ye naa thi hamari Qismat ke visaal e yaar hota | Mirza Ghalib

November 03, 2021 0
Ye naa thi hamari Qismat ke visaal e yaar hota | Mirza Ghalib

 Ye naa thi hamari Qismat 

Ye naa thi hamari Qismat

Ye naa thi hamari Qismat ke visaal e yaar hota

Agr aur jeetay rehtey yahi intezar hota


Tere waadey par jiyee hum to ye jaan jhooth jana

Ke khushi se marr na jaatey agr aitabaar hota


Teri nazuki se jana ke baandha tha ahd-e-boda

Kabhi tu na torr sakta, agar istavar hota


Koi mere dil se poochey terey teer-e-neemkash ko

Ye khalish kahan se hoti jo jigar ke par hota


Ye kahan ki dosti hai k bane hain dost naseh

Koi chaarasaz hota koi gham gusar hota


Rag-e-sang se tapakta wo lahu ki phir na thamta

Jisa gham samjh rahe ho ye agar sharar hota


Kahun kis se main ki kya hai shab-e-gham buri bala hai

Mujhe kya bura tha marna agar ak bar hota


Hua mar ke hum jo ruswa hue kyun na gharq-e-darya

Na kahbi janaza uthta na kahin mazar hota


Ye masai-e-tasawwuf ye tera bayan "Ghaalib"

Tujhe hum wali samajhte jo na baada-khwar hota

Friday, October 15, 2021

Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte | Gulzar shayari Urdu

October 15, 2021 0
Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte  | Gulzar shayari Urdu

 Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte


Hath chuten bhi to rishte nahi chora karte
Waqt ki shakh se lamhe nahi toda  karte

Jis ki avaz mein silvat ho nighon mein shikan
Aisi tasvir ke tukde nahi joda karte

lag k sahil se jo bahta hai use bahne do 
Aise dariya ka kabhi rukh nahi moda karte

Jagne par bhi ankh se girtin kirchen
Is tarah khwabon se ankhen nahi phoda karte

Shahd jine ka mila karta hai thoda thoda 
Jane wolon ke liya dil nahi thoda karte