Jab gham meri dharkan meri batoJab gham meri dharkan meri bato se ayan tha tu kahan thaJab charo taraf dard k darya ka sama tha tu kahan thaAb aya hai jab dhal gaye hain sabhi mosam maray humdamJab tairy liya mara har ehsas jawa tha tu kahan thaAb sirf khamoshi hai muqaddar ka sitara maray yaarJab lab pay faqt tera bayan tha tu kahan thaAab aya hai jab...
Showing posts with label Wasi Shah. Show all posts
Showing posts with label Wasi Shah. Show all posts
Thursday, February 3, 2022
Thursday, September 26, 2019
Thursday, September 12, 2019
Hijar ka naag to pathar ghayal kar deta hai...
Hijar ka naag to pathar ghayal kar deta hai,
Sonay jese shakhss ko peetal kar deta hai,
Mere ishq mein shayed koi kami huyi ho,
Tera hussn to ab bhi paagal kar deta hai,
Aesi lazzat kahin nahin milti, shayed woh,
Apna pyaar bhi chaaye mein hall kar deta hai,
Dil mera veeran hua to hasrat kesi,
Hijar ka zeher to daryaa ko thall kar deta...