Attitude Quotes in Urdu | 2 Line Urdu Motivational Quotes

 Attitude Quotes in Urdu

Attitude Quotes in Urdu



Behtareen insaan apney amal se pechana jata hai
Warna batein to dewaroon pe bhi likhi hoti hain

Apni zaat ko samandar ki tarahh banao 
Jo apney andar boht kuch lene ke bawajud bhi 
Uper se bilkul pur sukoon hota hai

logon se yaad karne ka shikwa mat karo
Kyuenk jo insan apney Rab ko bhool sakta hai
Wo sab ko bhool sakta hai

Nazdeek se aane wali awaazoon me sab
se qareeb tareeb awaza zameer ki hoti ha
Lekin boht kam  logo ko sunai deti hai

No comments:

Post a Comment